This song goes out to all my brothers, near and far, past and present, lost and found.
film : Yaadon Ki Baraat 1973
song : Yaadon Ki Baraat
singers : Kishore Kumar & Mohd Rafi
music : Rahul Dev Burman
lyrics : Majrooh Sultanpuri
This song has always been a childhood favourite of mine. written by a great song writer Majrooh who has penned so many of my favourites. Nice music by RD as always and the soul touching voices of the most versatile male singers of bollywood in my opinion Rafi & Kishore.
Kishore: Yaadon Ki Baraat Nikli Hai Aaj Dil Ke Dwaare, Dil Ke Dwaare
Yaadon Ki Baraat Nikli Hai Aaj Dil Ke Dwaare, Dil Ke Dwaare
Sapnon Ki Shehnaai Beete Dinon Ko Pukare, Dil Ke Dwaare
Ho Chhedo Taraane Milan Ke Pyare Pyare, Sang Hamare
Badle Na Apna Yeh Aalam Kabhi
Jeevan Mein Bichhdenge Na Hum Kabhi
Ho Badle Na Apna Yeh Aalam Kabhi
Jeevan Mein Bichhdenge Na Hum Kabhi
Rafi :Badle Na Apna Yeh Aalam Kabhi
Jeevan Mein Bichhdenge Na Hum Kabhi
Ho Badle Na Apna Yeh Aalam Kabhi
Jeevan Mein Bichhdenge Na Hum Kabhi
Yoon Bhi Jaaoge Aakhir Kahan Hoke Hamare
Both :Yaadon Ki Baraat Nikli Hai Aaj Dil Ke Dwaare, Dil Ke Dwaare
Sapnon Ki Shehnaai Beete Dinon Ko Pukare, Dil Ke Dwaare
Rafi :Aage Bhi Hoga Jo Uska Karam
Kishore :Yeh Din To Manaayenge Har Saal Hum
Rafi :Apne Aangan Nachen Gaayenge Chanda Sitaare
Both :Yaadon Ki Baraat Nikli Hai Aaj Dil Ke Dwaare, Dil Ke Dwaare
Sapnon Ki Shehnaai Beete Dinon Ko Pukare, Dil Ke Dwaare
lyrics courtesy hindilyrix
No comments:
Post a Comment